SMS Shayari
PAGE=3
Dosti
By : GaGaN. (Views : 1197)
Pag pag me phool khile
khushiyan aapko itni mile
kabhi na ho dukhon ka
samna
hai aapke liye dosti ki shubh kamana
Kabhi Kabhi
By : GaGaN. (Views : 814)
Kabhi kabhi dil udas hota hai
halka sa aankho ko ehsas hota
hai
chhalakte hai meri aankh se aansu
jab aapke dur hone ka ehsaas hota
hai
Jeevan Me
By : GaGaN. (Views : 651)
Jeevan me kabhi udas mat hona
kabhi kisi baat se nirash mat hona
Jeevan
ek sangharsh hai chalta hi rahega
kabhi apne jeene ka andaz mat khona
Dur Rehkar
By : GaGaN. (Views : 737)
Dur rehkar kareeb rehne ki aadat hai
yaad bankar aankhon se behne ki aadat
hai
kareeb na hote hue bhi kareeb paoge
mujhe ehsaas bankar rehne ki aadat
hai
Mehfil
By : GaGaN (Views : 569)
Mehfil me na sahi
Tanhai me toh yaad karoge
kabhi toh uss khuda se
fariyad karoge
na mila hai na milega mere jaisa dost
kabhi toh is baat par
naaz karoge
Kuch Rishte
By : GaGaN. (Views : 811)
Kuch Rishte upar wala banata hai
Kuch Rishte Log banate hain Par
kuch
Log bina koi Rishte ke hi Rishte
Nibhate hain, Shayad wohi Dost kehlate
hain
Milke Bichadna
By : GaGaN (Views : 585)
Milke bichadna dastoor hai zindagi ka
ek yahi kissa mashhur hai zindagi
ka
beete hue pal kabhi laut kar nahi aate
yahi sabse bada kasoor hai
zindagi ka
Aaj Hum Hai
By : GaGaN (Views : 596)
Aaj hum hai Kal hamari yaadein hongi
Jab hum na honge Tab hamari baate
hongi
Kabhi Paltoge Zindagi ke yeh panne
Toh shayad aapki ankho se bhi
Barsate hongi
Woh Dillnashi Hamara Imtehan
By : GaGaN(Views : 709)
woh dilnashi hamara imtehan kya legi
nazre mili to nazre jhuka legi
use
hamari kabr pe diya jalane mat dena yaaro
abhi woh nadan hai kahi apna hath
jala legi
SO SWEET KEHNA
By : GaGaN (Views : 3194)
aye SMS jake usko "HELO" kehna,
smile kare to "SO SWEET" kehna,
delete kare to "SORRY" kehna,
or padhne ke baad agar mujhe miss kare to
"SAME 2 U" Kehna.
ISHQ HO JAYEGA
By : GaGaN (Views : 844)
KHUDA NE MUJHSE KAHA
ISHQ NA KAR TU DIWANA HO JAYEGA
MAINE KAHA AYE
KHUDA
TU MESSAGE PADHNEWALE SE TO MIL
TUJHE BHI ISHQ HO JAYEGA
Mujhe Ghum Nahi Hai
By : GaGaN (Views : 854)
mujhe ghum nahi hai, ke tu mere saath nahi hai
mujhe ghum nahi hai, ke tu
mere saath nahi hai
mujhe to khushi hai, ke tu manhoos mere saath nahi
hai
Aapki Yaad Aapki Mulakat Se Kam Nahi
By : GaGaN (Views :
3248)
door hai aapse to kuchh gum nahi
door rehke bhulne wale hum nahi
aapse
mulakat nahi hoti to kya huya
aapki yaad aapki mulakat se kam nahi
Pyar Me Dard Bhi Mile To Kya ?
By : GaGaN (Views :
960)
Sacchi mohbbat bezuban hoti hai
Ye to aankho se bayan hoti hai
Pyar me
dard bhi mile to kya ghabrana
dard me hi to apne aur parayon ki pehchan hoti
hai
Log To Chehre Tak Bhul Jate Hai
By : GaGaN (Views :
2017)
koun rakhta hai yaad numberon ko
log to chehre tak bhool jate
hai
hamare naam ko kar lete hai mobile me feed
par call to kya sms karana
tak bhul jate hai
Puri Umar Mulakat Ho Na Ho
By : GaGaN (Views : 1156)
lamhe ye suhane sath ho na ho
kal me aaj jaisi baat ho na ho
aapki
dosti hamesha is dil me rahegi
chahe puri umar mulakat ho na ho
Mout Jaruri Hai
By : GaGaN (Views : 2006)
Dard kafi hai bekhudi ke liye
Mout zaruri hai zindagi ke liye
Koun
marata hai yahan kisike liye
Par hum to zinda hai bas aapki dosti ke liye
Dosti Kabhi Lafzo Ki Mohtaj Nahi Hoti
By : GaGaN (Views
: 1844)
dosti me shabdo ki ahmiyat nahi hoti
dil ke jazbat ki awaj nahi
hoti
aankhe bayan kar deti hai dil ki dastan
dosti kabhi lafzo ki mohtaj
nahi hoti
Dard-e-Dil
By : GaGaN (Views : 3221)
Dard-e-Dil Me Gum Ki Kaliyaan Khilti Hai
Ab To Tanhai Aksar Humse Milti
Hai
Aapne Band Kiya Jabse SMS Karna
Mobile Ki Battery Kuchh Zyada Hi
Chalti Hai
Kabhi Gamo Se Tumhari Mulaqat Na Ho
By : GaGaN (Views :
1072)
Kabhi gamo se tumhari mulaqat na ho,
uddas baitho aisi koi baat na ho,
shiqayat ho to hume maaf kar dena,
fursat se baithe ho to hame yaad kar
lena.
Waqt Guzarta Raha Par Sanse
By : GaGaN (Views :
809)
Waqt guzarta raha par sanse thami si thi,
muskura rahe the hum par ankho
mein namisi thi,
sath hamare ye jahan tha sara,
par na jane kyun kisi ki
kami si thi.
Ek Ajnabi Se Mujhe Itna Pyaar
By : GaGaN (Views :
1068)
Ek ajnabi se mujhe itna pyaar kyon hai,
Inkar karne par chahat ka ikraar
kyon hai,
Use pana nahi meri taqdeer mein shayad,
Phir har mod pe usi ka
intezar kyon hai?
Pyar Karo Par Dokha Mat Dena
By : GaGaN (Views :
1150)
Pyar karo par dokha mat dena
kisi ko ansuoon ka tohfa mat dena
dil se
kose koi tumhe zindagi bhar
aisa kisi ko mauka mat dena
Phoolo Ke Beech Khade Ho Kar Bhi
By : GaGaN (Views :
657)
Phulo ke bich khade ho kar bhi khusboo ki kami hai
Baharo ke bich jhoom
kar bhi khushiyon ki kami hai
Sabke saath hote hue bhi mere mehboob teri kami
hai.
Har Nazar Ko Ek Nazar Ki Talash Hai
By : GaGaN (Views :
999)
Har nazar ko ek Nazar ki talash hai,
har chehre me kuch toh Ehsaas
hai,
Aapse Dosti hum yun hi nahi kar baithe,
kya kare Hamari pasand hi
Kuch KHAAS hai.